Monday 29 August 2016

aj main ap ko kala jadu ka ilaj krnay say phlay apna our marez ka hijab kr layn hijab ke hidyat to humnay nay jinat k baab main bhe de the yaha baz dafa zarori hota ha kyunk bsa oqwat amil ke nazer khuli hoti ha our us k bhajay huway moaklat jab jalty hain to usey nazer aney lag jata ha k flan shaksh flan mashor ka ilaj kr k marey moaklat ko jla rha ha jank baaz dafa us ke nazreyn to nnahi khulti mgar moaklat moaklat k jalny say dosrey moakat ke traf say amil ko taklief ponchai jati ha k thumari waja say hamary logon pr hlakat our mout k teer brsay ja rhay hain to woh sahir apnay moaklat ke jan bachnay  k liay jwabi hamla krney bath jata ha agar ap nay ka hijab apnay upar our marez k upar kr rakha ho ga to sahir jitna chahay zor ga lay na apko dekh pay ga na he ap k marez ko is say us ka war khta jay ga amil ko msan our kala jadu ka farq malom ho our un dono k khtmay ka alag alag treqa bhe malom ho jinat our msan ke aam tor pr harkat aik jasi hoti hain ghar maindayn bayn gohmna jisam pr bojh dalna kapray ktrna jisam pr blad say zakham krna asi alamat hain jo jinat our msan main mush trik hain aam amil ko to msan ka ilam he nahi our jinhayn suni sunai had tak ilam ha woh in k fraq say na ashna hain jinat aik mustkil makhloq ha jab k msan ko ap ksi murday ka shatani hamzad kha saktayn hain aam tor pr hinduon k jlay huway murday ke rakh say jo kala jado kia jata ha us say ya msan muslat hota ha our doran ilaj is ke moti moti alamat ya hain k jisam main moujod na ho to dum suro krtay he jisam main aa jata ha our jisamhalka ho jata ha ya kamazkam bhadnay ke koshish zaroor krta ha dosri alamat ya ha k jis marez k jisam main msan ho ga to dum kdoran us ka jisam hilnay ya dolney lag jay ga kal jado kzariay aam tor  pr dunia bhar main shyatin muslat kiay jatay hain hindi shar blky hindu shar main msan aik alag haqeeqat k tor pr samney aya ha hindu mzhab main chounk murday ko jlaty hain our us k jisam ke rakh marhti say asani say mil jati ha is liay is liay hindu amil iss marhti say rakh uthanay our istmal main laney waley degar amilo k liay kala jado main msan ka istmal bohat asan ho gya ha is liay iss say masan ka kala jado ksi pr brhayrast muslat kia ja sakta ha aam jado our us k moaklat ka khtma msan ke nisbat asan hota ha our msan k kala jjado ka khtma in ke nisbat ziadha mushkil hota ha kyunk k ya hindi ka kala jadoo ha

1 comment:

  1. kiya ap masan ka ilaj bata saktay hain.pakistan main koi hay jisay ap jantay hoon.imkhan0321@gmail.com

    ReplyDelete