Monday 22 August 2016

kala jadu

baaz logon k dimag pr iss kisam ka kala jadu kia jata ha k mukhtlif kisam ke ibtdai alamat k baad bila akhir asa shaksh pagal pan ka shikar ho jata ha asey kala jadu main baaz dfa agaz main marez ko gashi k doray partay hain our baaz dfa ibtda main thori bohat bahki bahki batyn krta ha aihsta ahista dimag us kala jadu say mukmal tor pr mutsar ho jata ha our admi pagal khnay ponch jata ha asey kala jadu main mashor ke neend ur jati ha  kai kai ratayn usey neend nahi aati baaz logon ko neend to aati ha mgar is thra kun ka dimag muslsal jaghta rahta ha our subha bydar honey pr wo wasi he thkan ka shikar hotay hain jasey unhayn raat bhar neend na ai ho kala jadu ke sab say zaida is kisam say wasta prta ha un main say aik aham kisab muhabaat ka jadu ha log ksi afsar larki ko larkay ko khwand ko bevi ko sas ko baho ko hata k waldain our oulad ko apnay bas main krney k liay muhabaat k jadu kam latey hain aksar amilo k karobar ka 90present ise shobay say chalta ha our kush log to nafrat k liay bhe krwatey hain ya bymari bhe sab say aam ha log bhai bahno main miyan bevi main karobari surka main our degar asey logo main nafrat dalney k liay jado ka shara latey hain jo apis main shar,shkar hotayn hain agar ap nay ksi admi ko niklna ho to us pr baaz log asa jado krwa detay hain k ghar main aatay he us ka dil ghbrnay lag jata ha jab ghar say bahir ho to wo bilkul thek rahta ha baaz dfa admi ko kala jado ke wja say har waqt pathon grdan sar our khandho pr dbao our kchao ke kafiyat mahsoos hoti ha our baaz logon pr dimagi jado is andaz ka kia jata ha jis say woh thra thra k waswson waswson main mubtla rahta ha aam tor pr ya shar jinaat k ke traf say hota ha asey log din ka aksar hisa bathroom main guzar detay hain istnja krnay main pori tanki khali kr detay hain our phir bhe ya khdsha hota ha k abhi sahe istanja nahi huwa hath dhoney lag jayn to adha ghanta hath he dohtay rahtay hain kala jado ke dosri kisam woh ha jis main mashor k maal ko targat kia jata ha our is jado k zariayksi shaksh ko mali nuqsan prashni our tang dasti ka shikar kia jata ha malyati jadu main am tor pr darj zail kisam k sahri amilyat samney atay hain is kisamka jado dukan facktri  sho room wagira pr kia jata ha jis k nitjay main ya to us dukan pr ghak aata he nahi agar galti say koi ghak aa niklay to dukan dukan main usey asi ghbrhat hoti ha k woh bhag khra hota ha ya agar asa na bhe ho to woh us dukan ya sho room say koi chez khred nahi sakta ya hota ha kala jado ka asar

3 comments:

  1. Use this diet hack to drop 2 lb of fat in just 8 hours

    At least 160k women and men are using a simple and secret "liquid hack" to drop 2lbs every night as they sleep.

    It's simple and it works every time.

    Here are the easy steps for this hack:

    1) Go grab a clear glass and fill it with water half the way

    2) And now do this proven HACK

    you'll be 2lbs thinner as soon as tomorrow!

    ReplyDelete